Urdu Poetry Sms Page 32


na kar inkaar a zalim mere pass ane se ..
khuda bhi roth jata hay kisi ka dil dukhane se


Milen To Yun Hein Bohot..Aao Ab Milen Yun Bhi..
K Rooh Garmi-e-Infaas Pighal Jaaye..


Azeez Itna Hi Rakho K Ji Sanbhal Jaaye..
Ab Iss Kadar Bhi Na Chaho K Dum Nikal Jaaye..


Dukh chhupay hoay hain hum dono
Zakham khaay hoay hain hum dono
Aisa lagta hay phir zamany ko
Yaad aay hoay hain hum dono
Tu kabhi chandani thee dhoop that main
Ab to saay hoay hain hum dono
Jaisay ek doosary ko paa kar bhee kuch ganwaiy hoay hain hum dono
Jaisay ek doosary say sharmindah
Sir jhukay haoy hain hum dono
Jaisay ek doosaray ki chahat ko
Ab bhulay hoay hain hum dono
Ishq aisa kahan ka ehad(promise)Faraz
Ghar basay hoay hain hum dono.


Liko Tu Kuch Aahsa liko,
Kay Kalam Bee Ronah Par Majboor Ho jayah
Har Lafz May Woh Dard Pidah Karo,.
Woh Pyar Karnah Pay Majboor Hojayah......


Sham Dahli Phir Kaali Raat Aayi,.
Dil Dhadka Phir Tumhari Yaad Aayi,.
Aankho Me Mahsoos Kiya Us Hawa Ko,.
Jo Tumhe Chukar Hamare Pass Aayi,............


Mana ki aaj hamare saath koi dildaar nahi, lekin ye mat samajhna ki hamein kisi se pyar nahi, Kismat ne sab kuch diya hamein sirf diya hamara woh yaar nai


Zindagi kisi ki mohtaj nai hoti dosti sirf jazbat nai hoti , kuch to khayal aaya hoga khuda ko tumhari bhalai ka warna yu hi aapki humse mulakat nai hoti


Aasu ko palko tak laya mat karo,
Dil ki baat kisi ko bataya mat karo,
Log muthi mein namak liye phirte hai,
apne zakham unhe dikhaya mat karo.


Dard kitne hai bata nahi sakti,
Zakhm kitne hai dikha nahi sakti,
Ankhon se samjh sako to samjh lo,
Ansoon gire hai kitne gina nahi sakti..




There are 341 Sms in this category and 35 Pages and you are at 32 page.

1 ... 30 31 32 33 34 ... 35  

SMS Categories

Useful Stuff

Tracker

    eXTReMe Tracker